Sunday, June 8, 2008

Shair 2

Ik shakhs mujh ko jeet k haara hai aur bass
Itna hi zindgi ka khasara hai aur bass

Ab in main koi khawab sajaane nahi mujhe
Aankhon ko intazar tumhara hai aur bass

No comments: