Sunday, June 8, 2008

Shair 4

Ik shakhs ko kho dayne ka dar kyun nahin jaata
yeh bojh mairey dill sey utarr kyun nahinn jaata
manzil pe pohanch kar b ussey khona parray ga
ye tey hai tou phir shauq-e-safar kyun nahin jata

No comments: